साई की पालकी | by Anita Sharma

पालकी में सजकर बैठे मेरे साई बाबा
पालकी में .........
पालकी में सजकर बैठे मेरे साई बाबा
चलो पालकी उठाओ नहीं देर तुम लगाओ
मेरे साई दरबार, साई दरबार
पालकी में सजकर बैठे मेरे साई बाबा
पालकी में .........

क्या कहूँ मैं मुख से अपने शोभा वरणी ना जाए हो
देख पालकी ब्रह्मा विष्णु शिव का मन हर्षाये हो
नारद शारद करें आरती वीणा मधुर बजाये हो
सोने और चांदी से बनी है ये पालकी
सोने और चांदी........
पालकी में सजकर बैठे मेरे साई बाबा
पालकी में .........

इतना प्यारा रूप साईं का नज़र नहीं लग जाए हो
लूण और राई से नज़ारा उतारूं काला टीका लगाए हो
जूही चमेली फूल गुलाब से महक रहा दरबार हो .....
पालकी में सजकर बैठे मेरे साई बाबा
पालकी में .........

बच्चे बूढ़े और नर नारी आये हैं शिरडी के धाम हो
उठा पालकी काँधे ऊपर ले साईं का नाम हो
कट जाए सारे पाप के बंधन साई करें कल्याण हो
राम लाल सोनी काँधे धर के पालकी
राम लाल सोनी .........
पालकी में सजकर बैठे मेरे साई बाबा
पालकी में .........

Sai Ki Paalki | by Anita Sharma

Paalki Mein Saj Kar Baithe Mere Sai Baba
Paalki Mein …………
Paalki Mein Saj Kar Baithe Mere Sai Baba
Chalo Paalki Uthaao, Nahi Der Tum Lagao
Mere Sai Darbar, Sai Darbar
Paalki Mein Saj Kar Baithe Mere Sai Baba
Paalki Mein …………

Kya Kahun Main Mukh Se Apne Shobha Varni Na Jaye Ho
Dekh Paalki Brahma Vishnu, Shiv Ka Man Harshaye Ho
Narad Sharad Kare Aarti Veena Madhur Bajaye Ho
Sone Aur Chandi Se Bani Hai Ye Paalki
Sone Aur Chandi………….
Paalki Mein Saj Kar Baithe Mere Sai Baba
Paalki Mein …………

Itna Pyra Roop Sai Ka Nazar Nahi Lag Jaye Ho
Loon Aur Rai Se Nazar Utaaru, Kala Teeka Lagaaye Ho
Juhi Chameli Phool Gulab Se Mahak Raha Darbar Ho
Paalki Mein Saj Kar Baithe Mere Sai Baba
Paalki Mein …………

Bachche Boodhe Aur Nar Naari Aaye Hain Shridi Ke Dhaam Ho
Utha Paalki Kaandhe Upar Le Sai Ka Naam Ho
Kat Jaye Saare Paap Ke Bandhan, Sai Kare Kalyan Ho
Ram Lal Soni Kaandhe Dhar Ke Paalki
Ram Lal Soni………….
Paalki Mein Saj Kar Baithe Mere Sai Baba
Paalki Mein …………

Download Lyrics in English || Download Lyrics in Hindi

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Similar Lyrics