शिवजी की चली है बारात | By Kamal Kishore Kavi
शिवजी की चली है बारात
के रल मिल नाचो भक्तों
के रल मिल नाचो भक्तों
के रल मिल नाचो भक्तों
गौरा से होगी मुलाकात
मैया गौरा से होगी मुलाक़ात
के रल मिल नाचो भक्तों
शिवजी की चली है बारात
के रल मिल नाचो भक्तों
बैल पे चढ़के भोला आया
देखो कैसा रूप बनाया
शूकर शनि को लेके साथ
के रल मिल नाचो भक्तों
शिवजी की चली है बारात
के रल मिल नाचो भक्तों
शिव ने तन पे भस्म रमाया
बूढा बाबा बन के आया
लीला करे है भोलेनाथ
के रल मिल नाचो भक्तों
शिवजी की चली है बारात
के रल मिल नाचो भक्तों
बैठा भांग को लावे घोटा
भर भर के वो पीवे लौटा
खावे ना दाल और भात
के रल मिल नाचो भक्तों
शिवजी की चली है बारात
के रल मिल नाचो भक्तों
शिव की बातें शिव ही जाने
कर्मा कवि तो हैं अनजाने
जाने ना भेद की बात
के रल मिल नाचो भक्तों
शिवजी की चली है बारात
के रल मिल नाचो भक्तों
Shivji Ki Chali Hai Barat | by Kamal Kishore Kavi
Shiv Ji Ke Chali Hai Barat
Ke Ral Mil Nacho Bhakton
Ke Ral Mil Nacho Bhakton
Ke Ral Mil Nacho Bhakton
Gaura Se Hogi Mulakaat
Maiya Gaura Se Hogi Mulakaat
Ke Ral Mil Nacho Bhakton
Shiv Ji Ke Chali Hai Barat
Ke Ral Mil Nacho Bhakton
Bail Pe Chadhke Bhola Aaya
Dekho Kaisa Roop Banaya
Shukar Shani Ko Leke Saath
Ke Ral Mil Nacho Bhakton
Shiv Ji Ke Chali Hai Barat
Ke Ral Mil Nacho Bhakton
Shiv Ne Tan Pe Bhasm Ramaya
Boodha Baba Banke Aaya
Leela Kare Hai Bholenath
Ke Ral Mil Nacho Bhakton
Shiv Ji Ke Chali Hai Barat
Ke Ral Mil Nacho Bhakton
Baitha Bhaang Ko Laave Ghota
Bhar Bhar Ke Wo Peeve Lauta
Khaave Na Daal Aur Bhaat
Ke Ral Mil Nacho Bhakton
Shiv Ji Ke Chali Hai Barat
Ke Ral Mil Nacho Bhakton
Shiv Ki Baatein Shiv Hi Jaane
Karma Kavi To Hain Anjaane
Jaane Na Bhed Ki Baat
Ke Ral Mil Nacho Bhakton
Shiv Ji Ke Chali Hai Barat
Ke Ral Mil Nacho Bhakton