खाटू की नगरी | by Shreya-Shraddha (Tiwari Sisters)
ऐ दुनिया वालों आओ खाटू की नगरी में
खुशियों की लहर दौड़ी हर एक गली गली में
और झूम झूम के सब ये कहते हैं मस्ती में
दूल्हा बने हैं बाबा खाटू की नगरी में
जो मांगोगे मिलेगा अर्ज़ी लगा के देखो
एक बार सांवरे के दर पे तो आके देखो
किस्मत वाले हैं वो जो शरण में इनकी आये
दूल्हा बने हैं बाबा खाटू की नगरी में
गिरते हुए प्राणी को बाबा संभालते हैं
सच्चा दर है इनका संकट ये काटते हैं
एक बार आजाओ तुम खाटू के मंदिर में
दूल्हा बने हैं बाबा खाटू की नगरी में
दीवानो आओ देखो क्या धूम मच रही है
मेरे खाटू श्याम जैसा दाता कोई नहीं है
और देखो इस ख़ुशी में महफ़िल सजी हुई है
दूल्हा बने हैं बाबा खाटू की नगरी में
कृपा है जो तुम्हारी उसको बनाये रखना
श्रेया श्रद्धा को बाबा सेवक बनाये रखना
हर ग्यारस को बाबा खाटू बुलाते रहना
दूल्हा बने हैं बाबा खाटू की नगरी में
Khatu Ki Nagri | by Shreya-Shraddha (Tiwari Sisters)
Ae Duniya Waalo Aao Khatu Ki Nagaari Mein
Khushiyon Ke Lehra Daudi Har Ek Gali Gali Mein
Aur Jhoom Jhoom Ke Sab Ye Kehte Hain Masti Mein
Dulha Bane Hain Baba Khatu Ki Nagri Mein
Jo Maangoge Milega Arzi Laga Ke Dekho
Ek Baar Sanwre Ke Dar Pe To Aake Dekho
Kismat Wale Hain Wo Jo Sharan Mein Inki Aaye
Dulha Bane Hain Baba Khatu Ki Nagri Mein
Girte Hue Prani Ko Baba Sambhaalte Hain
Sachcha Dar Hai Inka Sankat Ye Kaatte Hain
Ek Baar Aajao Tum Khatu Ke Mandir Mein
Dulha Bane Hain Baba Khatu Ki Nagri Mein
Deewano Aao Dekho Kya Dhoom Mach Rahi Hai
Mere Khatu Shyam Jaisa Daata Koi Nahi Hai
Aur Dekho Is Khushi Mein Mhefil Saji Hui Hai
Dulha Bane Hain Baba Khatu Ki Nagri Mein
Kripa Hai Jo Tumhari Isko Banaye Rakhna
Shreya Shraddha Ko Baba Sewak Banaye Rakhna
Har Gyaras Ko Baba Khatu Bulate Rehna
Dulha Bane Hain Baba Khatu Ki Nagri Mein