आओ भक्तो झूमें नाचें | Pawan Anand |
आओ भक्तो झूमें नाचें
बाबा के दरबार में
जाऊँ मैं बलिहारी अपने
बाबा जी के प्यार में
भक्तों के संग नाच रहे हैं
आज हमारे बाबा
अपनी वारी फेरी देखो
बाँट रहे हैं बाबा
बाबा नाम का जयकारा
गूंज रहा संसार में
जाऊँ मैं बलिहारी अपने
बाबा जी के प्यार में
धरती अम्बर और गगन में
होवे तेरा चर्चा
तेरे नाम का बालक तेरा
बाँटें जग में पर्चा
तेरे नाम का डंका बजता
है सारे संसार में
जाऊँ मैं बलिहारी अपने
बाबा जी के प्यार में
आओ भक्तो झूमें नाचें
बाबा के दरबार में
जाऊँ मैं बलिहारी अपने
बाबा जी के प्यार में
Aao Bhakto Jhume Nache | By Pawan Anand |
Aao Bhakto Jhume Nache
Baba Ke Darbar Me
Jaau Mai Balihaari Apne
Baba Ji Ke Pyar Me
Bhakto Ke Sang Naach Rahe Hai
Aaj Humare Baba
Apni Vaari Feri Dekho
Baant Rahe Hain baba
baba Naam Ka Jaikara
Gunj Raha Sansar Me
Jaau Mai Balihaari apne
Baba Ji Ke Pyar Me
Dharti Ambar Aur Gagan Me
Howe Tera Charcha
Tere Naam Ka Balak Tera
Baantein Jag Me Parcha
Tere Naam Ka Danka Bajta
Hai Saare Sansar Me
Jaau Mai Balihaari Apne
Baba Ji Ke Pyar Me
Aao Bhakto Jhume Nache
Baba Ke Darbar Me
Jaau Mai Balihaari Apne
Baba Ji Ke Pyar Me