मेरे दुःख के दिनों में वो | By Mukesh Bagda
मेरे दुःख के दिनों में वो बड़े काम आते हैं
जब कोई नहीं आता मेरे श्याम आते हैं
मेरी नैया चलती है पतवार नहीं होती
किसी और की अब मुझको दरकार नहीं होती
मैं डरता नहीं जो रस्ते सुनसान आते हैं
मेरे दुःख के दिनों में वो बड़े काम आते हैं
कोई याद करे इनको दुःख हल्का हो जाए
कोई प्रेम करे इससे ये उसका हो जाये
ये बिन बोले ही दुःख को पहचान जाते हैं
मेरे दुःख के दिनों में वो बड़े काम आते हैं
ये इतने बड़े होकर दीनो से प्यार करें
बनवारी छोटे बड़े सबको स्वीकार करें
भक्तों का हर कहना ये मान जाते हैं
मेरे दुःख के दिनों में वो बड़े काम आते हैं
Mere Dukh Ke Dino Mein Woh | By Mueksh Bagda
Mere Dukh Ke Dino Mein Wo Bade Kaam Aate Hain
Jab Koi Nahi Aata Mere Shyam Aate Hain
Meri Naiya Chalti Hai Patvaar Nahi Hoti
Kisi Aur Ki Ab Mujhko Darkaar Nahi Hoti
Main Darta Nahi Jo Raste Sunsaan Aate Hain
Mere Dukh Ke Dino Mein Wo Bade Kaam Aate Hain
Koi Yaad Kare Inko Dukh Halka Ho Jaye
Koi Prem Kare Isse Ye Uska Ho Jaye
Ye Bin Bole Hi Dukh Ko Pehchan Jaate Hain
Mere Dukh Ke Dino Mein Wo Bade Kaam Aate Hain
Ye Itne Bade Hokar Deno Se Pyar Kare
Banwari Chhote Bade Sabki Sweekar Kare
Bhakto Ka Har Kehna Ye Maan Jaate Hian
Mere Dukh Ke Dino Mein Wo Bade Kaam Aate Hain