मदीने जब मैं जाती हूँ | By Zarnigar Kausar
मदीने जब मैं जाती हूँ , ज़माना भूल जाती हूँ
पहुँच के तैबा में फिर घर को आना भोल्ल जाती हूँ
मेरी आँखों ने जबसे देखा है मंज़र मदीने का
मैं आँखों में हंसी मंज़र समाना भूल जाती हूँ
मदीने जब मैं जाती हूँ , ज़माना भूल जाती हूँ
नबी के सदक़े जबसे पायी है ईमान की दौलत
तभी से दौलत ए दुनिया को पाना भूल जाती हूँ
मदीने जब मैं जाती हूँ , ज़माना भूल जाती हूँ
अगर फ़ाक़ा भी होता तो नबी शुक्र ए खुदा करते
ये सुनकर मैं लबों पे शिकवा भूल जाती हूँ
मदीने जब मैं जाती हूँ , ज़माना भूल जाती हूँ
मदीने जब मैं जाती हूँ , ज़माना भूल जाती हूँ
पहुँच के तैबा में फिर घर , को आना भोल्ल जाती हूँ
Madine Jab Main Jaati Hoon | B y Zarnigar Kausar
Madine Jab Main Jaati Hoon , Zaman Bhool Jaati Hoon
Pahunch Ke Taiba Mein Phir Ghar Ko Aana Bhool Jaati Hoon
Meri Aankhion Ne Jabse Dekha Hai Manzar Madine Ka
Main Aankhon Mien Hansi Manzar Samaana Bhool Jaati Hoon
Madine Jab Main Jaati Hoon , Zaman Bhool Jaati Hoon
Nabi Ke Sadkejabse Paayi Hai Eeman Ki Daulat
Tabhi Se Daulat E Duniya Ko Paana Bhool Jaati Hoon
Madine Jab Main Jaati Hoon , Zaman Bhool Jaati Hoon
Agar Faaqa Bhi Hota To Nabhi Shukr E Khuda Karte
Ye Sunkar Main Labo Pe Shivkva Bhool Jaati Hoon