अपनी रहमत के समंदर में | By Zarnigar Qausar
अपनी रहमत के समंदर में उतर जाने दे
बे-ठिकाना हूँ अज़ल से मुझे घर जाने दे
सू-ए-बत्हा लिए जाती है हवा-ए-बत्हा
बू-ए-दुनिया मुझे गुमराह न कर जाने दे
मौत पर मेरी शहीदों को भी आएगा
उनके क़दमों से लिपट कर मुझे मर जाने दे
ख़्वाहिश-ए-ज़ाद बहुत साथ दिया है मेरा
अब जिधर नेरे मुहम्मद हैं उधर जाने दे
रोके रिज़वा न मुज़फ़्फ़र को दर-ए-जन्नत पर
ये मुहम्मद का है मंज़ूर-ए-नज़र जाने दे
Apni Rehmat Ke Samander Mein | By Zarnigar Qausar
Apni Rehmat Ke Samander Mein Utar Jaane De
Be Thikana Hoon Azal Se Mujhe Ghar Jaane De
Su E Bat-Ha Liye Jaati Hai Hawa E Bat-Ha
Boo E Dunya Mujhe Ghumraha Na Kar Jaane De
Maut Par Meri Shaheedon Ko Be Rushk Aega
Unke Qadmo Se Lipat Kar Mujhe Mar Jaane De
Khahishe Zaat Bohot Saat Diya Hai Tera
Ab Jidhar Mere Muhammad Hain Udar Jaane De
Rok Rizwaan Na Muzaffar Ko Dar-E-Jannat Par
Ye Muhammad Ka Hai Manzoor-E-Nazar Jane De.