प्रभु शांतिनाथ ज्योति तुम्हारी | By Muskan Shrivastava

By: Muskan Shrivastava Genre: jain bhajan Like:
0

प्रभु शांतिनाथ तुम्हारी ज्योति,
घर में जलती रहे।।
प्रभु शांतिनाथ तुम्हारी ज्योति,
घर में जलती रहे।।

जीवन की अंतिम सासों तक,
तेरी कृपा मिलती रहे.......
जीवन की अंतिम सासों तक,
तेरी कृपा मिलती रहे.......

प्रभु शांतिनाथ तुम्हारी ज्योति,
घर में जलती रहे।।
प्रभु शांतिनाथ तुम्हारी ज्योति,
घर में जलती रहे।।

तोड़कर जगत के भव बंधन,
किया तप में जीवन अर्पण.......
तुम्हारी कृपा से जिन धर्म की,
पावन धरा बहती रहे.......

प्रभु शांतिनाथ तुम्हारी ज्योति,
घर में जलती रहे।।
प्रभु शांतिनाथ तुम्हारी ज्योति,
घर में जलती रहे।।

प्रभु तुम हस्तिनापुर ख्याता,
पिता तेरे विश्व से निदाता......
तुम्हारे नाम की लगन प्रभु,
सदा मेरे मन में मचलती रहे........

हे शांतिनाथ तुम्हारी ज्योति,
घर में जलती रहे।।
हे शांतिनाथ तुम्हारी ज्योत।,
घर में जलती रहे।।

Prabhu Shantinath Jyoti Tumhari | By Muskan Shrivastava

Prabhu Shantinath Tumhari Jyoti,
Ghar Mein Jalti Rahe.
Prabhu Shantinath Tumhari Jyoti,
Ghar Mein Jalti Rahe.

Jeevan Ki Antim Saanson Tak,
Teri Kripa Milti Rahe...
Jeevan Ki Antim Saanson Tak,
Teri Kripa Milti Rahe...

Prabhu Shantinath Tumhari Jyoti,
Ghar Mein Jalti Rahe.
Prabhu Shantinath Tumhari Jyoti,
Ghar Mein Jalti Rahe.

Todkar Jagat Ke Bhav Bandhan,
Kiya Tap Mein Jeevan Arpan...
Tumhari Kripa Se Jin Dharm Ki,
Pavan Dhara Bahti Rahe...

Prabhu Shantinath Tumhari Jyoti,
Ghar Mein Jalti Rahe.
Prabhu Shantinath Tumhari Jyoti,
Ghar Mein Jalti Rahe.

Prabhu Tum Hastinapur Khyata,
Pita Tere Vishva Se Nidata...
Tumhare Naam Ki Lagan Prabhu,
Sada Mere Man Mein Machalti Rahe...

He Shantinath Tumhari Jyoti,
Ghar Mein Jalti Rahe.
He Shantinath Tumhari Jyoti,
Ghar Mein Jalti Rahe.

Download Lyrics in English || Download Lyrics in Hindi

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Similar Lyrics