चंदा सिर पर है | By Sanjay Chauhan |
चंदा सिर पर है जिनके,
कानो में कुण्डल चमके,
सर्पो की माल गले में,
गंगा है जटा में जिनके,
ऐसे तो भोला शंकर है,
शंकर को वंदन है,
ऐसे तो भोला शंकर है,
शंकर को वंदन है......
मेरे भोले भंडारी की,
नंदी पे सवारी,
नंदी की सवारी,
लागे हमको प्यारी,
भस्मी रमी है तन पे,
हाथों में डमरू जिनके,
बाघम्बर छाल कमर पे,
त्रिशूल है हाथ में जिनके,
ऐसे तो भोला शंकर है,
शंकर को वंदन है,
ऐसे तो भोला शंकर है,
शंकर को वंदन है......
जब जब ये आँखे खोले,
तो धरती अम्बर डोले,
देव तो क्या ब्रम्हांड भी,
जय शिव शंकर बोले,
मुखड़े पर तेज है दमके,
एक नेत्र ललाट पे जिनके,
रुद्राक्ष भुजंग पे धारे,
तिहुँ लोक है चर्चे जिनके,
ऐसे तो भोला शंकर है,
शंकर को वंदन है,
ऐसे तो भोला शंकर है,
शंकर को वंदन है......
गौरा शंकर की जोड़ी,
कितनी सुन्दर लागे,
इनके दर्शन से,
भाग्य हमारे जागे,
गुण गाता जग ये जिनके,
हम भी दीवाने उनके,
जो भोले भाले मन के,
हृदय में प्रेम जिनके,
ऐसे तो भोला शंकर है,
शंकर को वंदन है,
ऐसे तो भोला शंकर है,
शंकर को वंदन है......
चंदा सिर पर है जिनके,
कानो में कुण्डल चमके,
सर्पो की माल गले में,
गंगा है जटा में जिनके,
ऐसे तो भोला शंकर है,
शंकर को वंदन है,
ऐसे तो भोला शंकर है,
शंकर को वंदन है.
Chanda Sir Par Hai By Sanjay Chauhan |
Chanda Sir Par Hai Jinke,
Kaano Mein Kundal Chamke,
Sarpon Ki Maal Gale Mein,
Ganga Hai Jata Mein Jinke,
Aise To Bhola Shankar Hai,
Shankar Ko Vandan Hai,
Aise To Bhola Shankar Hai,
Shankar Ko Vandan Hai......
Mere Bhole Bhandari Ki,
Nandi Pe Sawari,
Nandi Ki Sawari,
Laage Humko Pyari,
Bhasmi Rami Hai Tan Pe,
Haathon Mein Damru Jinke,
Baghambhar Chhaal Kamar Pe,
Trishul Hai Haath Mein Jinke,
Aise To Bhola Shankar Hai,
Shankar Ko Vandan Hai,
Aise To Bhola Shankar Hai,
Shankar Ko Vandan Hai......
Jab Jab Ye Aankhein Khole,
To Dharti Ambar Dole,
Dev To Kya Brahmand Bhi,
Jai Shiv Shankar Bole,
Mukhde Par Tej Hai Damke,
Ek Netra Lalaat Pe Jinke,
Rudraksh Bhujang Pe Dhaare,
Tihun Lok Hai Charche Jinke,
Aise To Bhola Shankar Hai,
Shankar Ko Vandan Hai,
Aise To Bhola Shankar Hai,
Shankar Ko Vandan Hai......
Gaura Shankar Ki Jodi,
Kitni Sundar Laage,
Inke Darshan Se,
Bhagya Hamare Jaage,
Gun Gaata Jag Ye Jinke,
Hum Bhi Deewane Unke,
Jo Bhole Bhaale Man Ke,
Hriday Mein Prem Jinke,
Aise To Bhola Shankar Hai,
Shankar Ko Vandan Hai,
Aise To Bhola Shankar Hai,
Shankar Ko Vandan Hai......
Chanda Sir Par Hai Jinke,
Kaano Mein Kundal Chamke,
Sarpon Ki Maal Gale Mein,
Ganga Hai Jata Mein Jinke,
Aise To Bhola Shankar Hai,
Shankar Ko Vandan Hai,
Aise To Bhola Shankar Hai,
Shankar Ko Vandan Hai.