भव सागर से बचने के लिए | By Kamal & Shalini |
भव सागर से बचने के लिए
प्रभु ध्यान से बढ़कर कुछ भी नहीं
गिरने के लिए मरने के लिए
अभिमान से बढ़कर कुछ भी नहीं
भव सागर से बचने के लिए
प्रभु ध्यान से बढ़कर कुछ भी नहीं
उठने के लिए चलने के लिए
गुरु ज्ञान से बढ़कर कुछ भी नहीं
भव सागर से बचने के लिए
प्रभु ध्यान से बढ़कर कुछ भी नहीं
दीनों के लिए दुखियों के लिए
अन्न दान से बढ़कर कुछ भी नहीं
भव सागर से बचने के लिए
प्रभु ध्यान से बढ़कर कुछ भी नहीं
कहते माधव पाने के लिए
भगवान से बढ़कर कुछ भी नहीं
भव सागर से बचने के लिए
प्रभु ध्यान से बढ़कर कुछ भी नहीं
भव सागर से बचने के लिए
प्रभु ध्यान से बढ़कर कुछ भी नहीं
Bhav Sagar Se Bachne Ke Liye | By Kamal & Shalini |
Bhav Sagar Se Bachne Ke Liye
Prabhu Dhyan Se Badhkar Kuchh Bhi Nahi
Girne Ke Liye Marne Ke Liye
Abhimaan Se Badhkar Kuchh Bhi Nahi
Bhav Sagar Se Bachne Ke Liye
Prabhu Dhyan Se Badhkar Kuchh Bhi Nahi
Uthne Ke Liye Chalne Ke Liye
Guru Gyan Se Badhkar Kuchh Bhi Nahi
Bhav Sagar Se Bachne Ke Liye
Prabhu Dhyan Se Badhkar Kuchh Bhi Nahi
Dino Ke Liye Dukhiyo Ke Liye
Ann Dan Se Badhkar Kuchh Bhi Nahi
Bhav Sagar Se Bachne Ke Liye
Prabhu Dhyan Se Badhkar Kuchh Bhi Nahi
Kahte Madhav Paane Ke Liye
Bhagwan Se Badhkar Kuchh Bhi Nahi
Bhav Sagar Se Bachne Ke Liye
Prabhu Dhyan Se Badhkar Kuchh Bhi Nahi
Bhav Sagar Se Bachne Ke Liye
Prabhu Dhyan Se Badhkar Kuchh Bhi Nahi