खाटूवाले का जवाब नहीं | By Anjali Dwivedi

देता ही जाता है वो रखता हिसाब नहीं
मेरे खाटूवाले का कोई जवाब नहीं
कोई जवाब नहीं, कोई जवाब नहीं

जिसके सर पे हाथ फिरा दे उसकी मौज ही मौज है \
एक दिन की बात नहीं ये मौज रहे हर रोज़ है
उसकी किस्मत होती कभी खराब नहीं
मेरे खाटूवाले का कोई जवाब नहीं

बड़ा गज़ब का ठाठ बाट है, इसका कुछ कहना ही नहीं
एक बार जो पहना बागा दोबारा पहना ही नहीं
इसके जैसा होगा कोई नवाब नहीं
मेरे खाटूवाले का कोई जवाब नहीं

जब भी आती है ग्यारस हर प्रेमी खाटू जाने को
कुंदन अपने श्याम धणी का पावन दर्शन पाने को
तेरे जैसे कोई रखता हिसाब नहीं
मेरे खाटूवाले का कोई जवाब नहीं

Khatuwale Ka Jawab Nahi | By Anjali Dwivedi

Deta Hi Jaata Hai Wo Rakhta Hisaab Nahi\
Mere Khatuwale Ka Koi Jawaab Nahi\
Koi Jawaab Nahi, Koi Jawaab Nahi

Jiske Sar Pe Haath Phira De Uski Mauj Hi Mauj Hai\
Ek Din Ki Baat Nahi Ye Mauj Rahe Har Roz Hai\
Uski Kismat Hoti Kabhi Kharaab Nahi\
Mere Khatuwale Ka Koi Jawaab Nahi

Bada Gazab Ka Thaat Baat Hai, Iska Kuch Kehna Hi Nahi\
Ek Baar Jo Pehna Baaga Dobara Pehna Hi Nahi\
Iske Jaisa Hoga Koi Nawaab Nahi\
Mere Khatuwale Ka Koi Jawaab Nahi

Jab Bhi Aati Hai Gyaras Har Premi Khatu Jaane Ko\
Kundan Apne Shyam Dhani Ka Paavan Darshan Paane Ko\
Tere Jaisa Koi Rakhta Hisaab Nahi\
Mere Khatuwale Ka Koi Jawaab Nahi

Download Lyrics in English || Download Lyrics in Hindi

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Similar Lyrics