ये मोरछड़ी बाबा की | by Mamta Bharti
ये मोरछड़ी बाबा की मेरे साथ में रहे
ज़रा तूफानों से कह दो कि औकात में रहें
नहीं मोरछड़ी मामूली जिसको श्याम पकड़ कर बैठा
देव जहाँ में जितने सबसे बढ़ चढ़ कर के बैठा
जो हाथ हैं सबसे लम्बे उस हाथ में रहे
ज़रा तूफानों से कह दो कि औकात में रहें
देखा जो करिश्मा इनका हमें हुआ भरोसा पूरा
बिगड़ी बात बनाये छोड़े काम ना कोई अधूरा
हम आँखें मीचे मस्ती में दिन रात में रहें
ज़रा तूफानों से कह दो कि औकात में रहें
हम भक्त हैं श्याम धणी के और मोरछड़ी दीवाने
जब भी देखें इसको तो लगते हैं सर को झुकाने
रहे श्याम धणी मेरे दिल में और आँख में रहे
ज़रा तूफानों से कह दो कि औकात में रहें
गर नहीं भरोसा तुमको तो टकरा कर के देखो
बनवारी मुड़ जायेंगे तुम घबराकर के देखो
ताक़त तूफां से लड़ने की हर पाख में रहें
ज़रा तूफानों से कह दो कि औकात में रहें
Ye Morchadi Baba Ki | by Mamta Bharti
Ye Morchadi Baba Ki Mere Saath Mein Rahe
Zara Toofano Se Keh Do Ki Auqaat Mein Rahe
Nahi Morchadi Mamooli, Jisko Shyam Pakad Ke Baitha
Dev Jahan Mein Jitne Sabse Badh Chadh Kar Ke Baitha
Jo Haath Hain Sabse Lambe Us Haath Mein Rahen
Zara Toofano Se Keh Do Ki Auqaat Mein Rahe
Dekha Jo Karishma Inka Hamein Hua Bharosa Poora
Bigdi Baat Banaye Chhode Kaam Na Koi Adhura
Hum Aankhein Meeche Masti Mein Din Raat Mein Rahe
Zara Toofano Se Keh Do Ki Auqaat Mein Rahe
Hum Bhakt Hain Shyam Dhani Ke Aur Morchadi Deewane
Jab Bhi Dekhein Isko To Lagte Hain Sar Ko Jhukane
Rahe Shyam Dhani Mere Dil Mein, Aur Aankh Mein Rahe
Zara Toofano Se Keh Do Ki Auqaat Mein Rahe
Gar Nahi Bharosa Tumko To Takra Kar Ke Dekho
Banwari Mud Jayenge, Tum Ghabrakar Ke Dekho
Taaqt Toofan Se Ladne Ki Har Paankh Mein Rahe
Zara Toofano Se Keh Do Ki Auqaat Mein Rahe