अब सौंप दिया इस जीवन को | By Vidhi Sharma

By: Vidhi Sharma Genre: jain bhajan Like:
0

अब सौंप दिया इस जीवन को
सब भार तुम्हारे हाथों में।।.....
अब सौंप दिया इस जीवन का
सब भार तुम्हारे हाथों में।। ......
है जीत तुम्हारे हाथों में
और हार तुम्हारे हाथों में।।
अब सौंप दिया इस जीवन का.....

मेरा निश्चय बस एक यही
एक बार तुम्हें पा जाऊँ मैं।।
अर्पण कर दूँ दुनिया भर का
सब प्यार तुम्हारे हाथों में।।.....
अब सौंप दिया इस जीवन का
सब भार तुम्हारे हाथों में।।
अब सौंप दिया इस जीवन का......

जो जग में रहूं तो ऐसे रहूं
जो जग में कमल का फूल रहे
मेरे सब गुण दोष समर्पित हों
करतार तुम्हारे हाथों में।।......
अब सौंप दिया इस जीवन का
सब भार तुम्हारे हाथों में।।
अब सौंप दिया इस जीवन का......

यदि मानव का मुझे जन्म मिले
तो तव चरणों की पुजारी बनूँ
इस पूजक की इक इक रग का
हो तार तुम्हारे हाथों में .....
अब सौंप दिया इस जीवन का
सब भार तुम्हारे हाथों में।।
अब सौंप दिया इस जीवन का......

जब जब संसार का कैदी बनु
निष्काम भाव से कर्म करू
फिर अंत समय में प्राण तजु .....
मेरा कार तुम्हारे हाथों में
अब सौंप दिया इस जीवन का
सब भार तुम्हारे हाथों में।।
अब सौंप दिया इस जीवन का......

मुझमें तुझमें बस भेद यही
मैं नर हूँ तुम नारायण हो
मैं हूँ संसार के हाथों में
संसार तुम्हारे हाथों में
अब सौंप दिया इस जीवन का
सब भार तुम्हारे हाथों में।।

है जीत तुम्हारे हाथों में
और हार तुम्हारे हाथों में।।
अब सौंप दिया इस जीवन का
सब भार तुम्हारे हाथों में।।
अब सौंप दिया इस जीवन क।।.....

 

Ab Saunp Diya Is Jeevan Ko | By Vidhi Sharma

Ab saunp diya is jeevan ka
Sab bhaar tumhaare haathon mein.
Ab saunp diya is jeevan ka
Sab bhaar tumhaare haathon mein.

Hai jeet tumhaare haathon mein,
Aur haar tumhaare haathon mein.
Ab saunp diya is jeevan ka...
Sab bhaar tumhaare haathon mein.

Mera nishchay bas ek yahi,
Ek baar tumhein paa jaaun main.
Arpan kar doon duniya bhar ka,
Sab pyaar tumhaare haathon mein.

Ab saunp diya is jeevan ka,
Sab bhaar tumhaare haathon mein.
Ab saunp diya is jeevan ka...

Jo jag mein rahun to aise rahun,
Jo jag mein kamal ka phool rahe.
Mere sab gun dosh samarpit hon,
Kartaar tumhaare haathon mein.

Ab saunp diya is jeevan ka,
Sab bhaar tumhaare haathon mein.
Ab saunp diya is jeevan ka...

Yadi maanav ka mujhe janm mile,
To tav charanon ki pujaari banun.
Is poojak ki ik ik rag ka,
Ho taar tumhaare haathon mein.

Ab saunp diya is jeevan ka,
Sab bhaar tumhaare haathon mein.
Ab saunp diya is jeevan ka...

Jab jab sansaar ka kaidi banu,
Nishkaam bhaav se karm karun.
Phir ant samay mein praan taju,
Mera kaar tumhaare haathon mein.

Ab saunp diya is jeevan ka,
Sab bhaar tumhaare haathon mein.
Ab saunp diya is jeevan ka...

Mujh mein tujh mein bas bhed yahi,
Main nar hoon tum Narayan ho.
Main hoon sansaar ke haathon mein,
Sansaar tumhaare haathon mein.

Ab saunp diya is jeevan ka,
Sab bhaar tumhaare haathon mein.

Hai jeet tumhaare haathon mein,
Aur haar tumhaare haathon mein.
Ab saunp diya is jeevan ka,
Sab bhaar tumhaare haathon mein.
Ab saunp diya is jeevan ka...

 

Download Lyrics in English || Download Lyrics in Hindi

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Similar Lyrics