आये सपने में बांके बिहारी | by Tezi Brothers
आये सपने में बांके बिहारी
ना होश मेरी होश में रही
जाऊं सपने में उनको निहारी
इसीलिए खामोश मैं रही
आये सपने में .........
झूम झूम मैं तो बस नाचती रही
कृष्ण कृष्ण कृष्ण बस कहती रही
नज़रो से बातें मैं करती गई
कृष्ण कृष्ण कृष्ण बस कहती रही
संग खेल मेरे रंगो की होली
कि सखी मेरी रात हो गई
आये सपने में .........
आँखों में काजल हाथो में बंसी
मुकुट पे मोरपंख गालों पे लाली
देख प्यारी मुस्कान मैं तो बोली
की श्याम की दीवानी हो गई
आये सपने में .........
सारी रात वृन्दावन घूमती रही
कृष्ण कृष्ण कृष्ण बस कहती रही
बंसी जो बजाई ऐसी मुरली वाले ने
मैं नाच नाच नाच बस नाचती गई
ऐसी देख के लगन मेरी श्याम से
किशोरी भी हैरान हो गई
आये सपने में .........
Aaye Sapne Mein Banke Bihari | by Tezi Brothers
Aaye Sapne Mien Banke Bihari
Na Hosh Meri Hosh Mein Rahi
Jaaun Sapne Mein Unko Nihaari
Isiliye KHamosh Main Rahi
Aaye Sapne Mein …………..
Jhoom Jhoom Main To Bas Nachti Rahi
Krishna Krishna Krishna Bas Kehti Rahi
Nazro Mein Baatein Main Karti Gayi
Krishna Krishna Krishna Bas Kehti Rahi
Sang Khel Mere Rango Ki Holi
Ki Sakhi Meri Raat Ho Gayi
Aaye Sapne Mein ………….
Aankhon Mein Kajal Haathon Mein Bansi
Mukut Pe Morpankh Gaalon Pe Laali
Dekh Pyari Muskan Main To Boli
Ki Shyam Ki Deewani Ho Gayi
Aaye Sapne Mein ………….
Saari Raat Vrindavan Ghoomti Rahi
Krishna Krishna Krishna Bas Kehti Rahi
Bansi Jo Bajai Aisi Murli Wale N e
Main Naach Naach Naach Bas Naachti Gayi
Aisi Dekh Ke Lagan Meir Shyam Se
Kishori Bhi Hairan Ho Gayi
Aaye Sapne Mein ………….