इस्लाम का चमन | By Raja Hasan Qawwal
By: Premi Genre: इस्लामिक क़व्वाली & नज़म | Islamic Qawwali & Nazams इस्लामिक नात और नज़म | Islamic Naat & Nazams
Like:
इस्लाम के चमन को सजाया हुसैन ने
दीन ए रसूल ए पाक बचाया हुसैन ने
मेराज किसको कहते हैं और क्या है बंदगी
सजदे में सर कटा के बताया हुसैन ने
कोहराम बरपा हो गया फ़ौज ए यज़ीद में
राण की तरफ कदम जो बढ़ाया हुसैन ने
हर वक़्त लेहलगायेगा इस्लाम का चमन
खून देके दीन ए पाक को बचाया हुसैन ने
राजा शहीद ए कर्बला का ये भी फैज़ है
मुझको भी अपना शैदां बनाया हुसैन ने
Islam Ka Chaman By | Raja Hasan Qawwal
Islam Ke Chaman Ko Sajaya Hussain Ne
Deen E Rasool E Paak Ka Bachaya Hussain Ne
Meraaj Kisko Kehte Hain Aur Kya Hai Bandage
Sajde Mein Sar Kata Ke Bataya Hussain Ne
Kohram Barpa Ho Gaya Fauj E Yazeed Mein
Ran Ki Taraf Kadam Jo Badhaya Hussain Ne
Har Waqt Lehlahayega Islam Ka Chaman
Khoon Deke Deen E Pak Ko Bachaya Hussain Ne
Raja Shahid E Karbala Ka Ye Bhi Faiz Hai
Mujhko Bhi Apna Shaida Banaya Hussain Ne