उज्जैन की शान है, वो बाबा महाकाल है, | By Kapil Aleriya |
दोहा – देवों के महादेव है जिनका,
बिगड़ी बनाना काम,
उज्जैन की पावन नगरी को,
झुक झुक करूँ प्रणाम।
क्षिप्रा के इस पावन तट पर,
बैठे है महाकाल,
काल भी जिनके दर पे आके,
बोले है महाकाल।
ये दिल कुर्बान है,
भोले जी मेरी जान है,
जो उज्जैन की शान है,
वो बाबा महाकाल है,
जो उज्जैन की शान हैं,
वो बाबा महाकाल है।।
जहाँ में तेरा नाम है,
तू देवों में महान है,
भोले जी तेरे नाम से,
हम सब की पहचान है,
निराली तेरी शान है,
ये दिल कुर्बान है,
जो उज्जैन की शान हैं,
वो बाबा महाकाल है।।
क्षिप्रा जी नहाकर जो,
भोले को मनाता है,
पाप मिट जाते है,
महिमा जो गाता है,
होता मालामाल है,
ये दिल कुर्बान है,
जो उज्जैन की शान हैं,
वो बाबा महाकाल है।।
भस्म की आरती में,
भक्त जब आते है,
दिल को आराम मिला,
दरश जो पाते है,
जाने ये जहान है,
करे ये निहाल है,
ये दिल कुर्बान है,
जो उज्जैन की शान हैं,
वो बाबा महाकाल है।।
ये दिल कुर्बान है,
भोले जी मेरी जान है,
जो उज्जैन की शान हैं,
वो बाबा महाकाल है,
जो उज्जैन की शान हैं,
वो बाबा महाकाल है।।
Ujjain kī shān hai, Wo Bābā Mahākāl hai | By Kapil Aleriya |
Doha – Devōn ke Mahādev hai jinkā,
Bigadī banānā kām,
Ujjain kī pāvan nagarī ko,
Jhuk jhuk karūn praṇām.
Kṣhiprā ke is pāvan taṭ par,
Baiṭhe hai Mahākāl,
Kāl bhī jinke dar pe āke,
Bole hai Mahākāl.
Ye dil qurbān hai,
Bhole jī merī jān hai,
Jo Ujjain kī shān hai,
Wo Bābā Mahākāl hai,
Jo Ujjain kī shān hai,
Wo Bābā Mahākāl hai.
Jahān meṅ terā nām hai,
Tū devōn meṅ mahān hai,
Bhole jī tere nām se,
Hum sab kī pahchān hai,
Nirālī terī shān hai,
Ye dil qurbān hai,
Jo Ujjain kī shān hai,
Wo Bābā Mahākāl hai.
Kṣhiprā jī nahākar jo,
Bhole ko manātā hai,
Pāp miṭ jāte hai,
Mahimā jo gātā hai,
Hotā mālāmāl hai,
Ye dil qurbān hai,
Jo Ujjain kī shān hai,
Wo Bābā Mahākāl hai.
Bhasm kī āratī meṅ,
Bhakt jab āte hai,
Dil ko ārām milā,
Darsh jo pāte hai,
Jāne ye jahān hai,
Kare ye nihāl hai,
Ye dil qurbān hai,
Jo Ujjain kī shān hai,
Wo Bābā Mahākāl hai.
Ye dil qurbān hai,
Bhole jī merī jān hai,
Jo Ujjain kī shān hai,
Wo Bābā Mahākāl hai,
Jo Ujjain kī shān hai,
Wo Bābā Mahākāl hai.