किस्मत | By Shivam Sharma

मुसीबत में साथी श्याम सरकार था ,श्याम सरकार था
आज भी है और कल भी रहेगा

लाचार था टुकड़ों को मैं दर दर फिरता मारा मारा
जिनको अपना समझा सभी अपनों ने किया किनारा
श्याम पे भरोसा मेरा तब भी बरकरार था , तब भी बरकरार था
आज भी है और कल भी रहेगा

जीएवं नैया मेरी भवर में खाये डगमग डोले
बड़ी दूर किनारा था फांसी लहरों में खाये हिचकोले
एक ही सहारा श्याम नाम पतवार था, नाम पतवार था
आज भी है और कल भी रहेगा

जब बाबा कृपा करें अमावस बन जाए पूरणमासी
दर्शन की आस लिए श्याम दर खड़ा कृष्ण बृजवासी
तेरा गुणगान मेरा यही कारोबार था, यहॉ कारोबार था
आज भी है और कल भी रहेगा

Kismat | By Shivam Sharma

Musibat Ka Saathi Shyam Sarkar Tha, Shyam Sarkar Tha
Aaj Bhi Hai Aur Kal Bhi Rahega

Lachaar Tha Tukdo Ko Main Dar Dar Phirta Maara Maara
Jinko Apna Samjha Sabhi Apno Ne Kiya Kinara
Shyam Pe Bharosa MEra Tab Bhi Barqarar Tha, Tab Bhi Barqarar Tha
Aaj Bhi Hai Aur Kal Bhi Rahega

Jeevan Naiya Meri Bhawar Mein Khaye Dugmag Dole
Badi Door Kinara Tha Phansi Lehro Mein Khaye Hichkole
Ek Hi Sahara Shyam Naam Patvaar Tha, Naam Patvaar Tha
Aaj Bhi Hai Aur Kal Bhi Rahega

Jab Baba Kripa Kare Amavas Ban Jaye Puranmaasi
Darshan Ki Aas Liye Shyam Dar Khada Krishna Brijwasi
Tera Gungaan Mera Yahi Karobaar Tha, Yahi Karo baar Tha
Aaj Bhi Hai Aur Kal Bhi Rahega

Download Lyrics in English || Download Lyrics in Hindi

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Similar Lyrics