खाटू में जबसे पाँव पड़े हैं | By Mukesh Bagda
खाटू में जबसे पाँव पड़े हैं
मेरे घर के आगे श्याम खड़े हैं
दुखडो को देखे ज़माना है बीता
वरना बताओ कैसे मैं जीता
जो उलझे थे धागे सुलझने लगे हैं
मेरे घर के आगे श्याम खड़े हैं
मतलब के साथी तुम्हे हो मुबारक
तुम्हारी बदौलत मैं आया यहाँ तक
के खाटू से जबसे रिश्ते जुड़े हैं
मेरे घर के आगे श्याम खड़े हैं
मुसीबत जो आये दूर से देखे
दिल को मसोसे हाथों को मसले
पवन के तो घर पे पहरे कड़े हैं
मेरे घर के आगे श्याम खड़े हैं
Khatu Mein Jabse Paanv Pade Hain | By Mukesh Bagda
Khatu Mein Jabse Paanv Pade Hain
Mere Ghar KE Aage Shyam Khade Hain
Dukhdo Ko Dekhe Zamana Hai Beeta
Varna Batao Kaise Main Jeeta
Jo Uljhe The Dhaage Sulajhne Lage Hain
Mere Ghar KE Aage Shyam Khade Hain
Matlab Ke Saathi Tumhe Ho Mubarak
Tumhari Badaulat Main Aaya Yahan Tak
Ke Khatu Se Jabse Rishte Jude Hain
Mere Ghar KE Aage Shyam Khade Hain
Musibat Jo Aaye Door Se Dekhe ‘
Dil Ko Masose Haathon Ko Masle
Pawan Ke To Ghar Pe Pehre Kade Hain
Mere Ghar KE Aage Shyam Khade Hain