चार चाँद हस्ती में | By Amit Kalra Meetu
लग जाते हैं चार चाँद उनकी हस्ती में
जो डूबे रहते हैं बाबा की मस्ती में
माझी बन की खुद बैठा ये उनकी कश्ती में
जो डूबे रहते हैं बाबा की मस्ती में
श्याम नाम का रंग जब तन मन पे चढ़ जाए
जीवन की हर उलझन खुद ही हल हो जाए
प्रेम की वर्षा होती रहती उनकी बस्ती में
जो डूबे रहते हैं बाबा की मस्ती में
ना धन की फिर चाह रहे ना शोहरत भाये
मिल जाता सब जिसको श्याम कृपा मिल जाए
ऐसा जादू है मेरे श्याम नाम की शक्ति में
जो डूबे रहते हैं बाबा की मस्ती में
खाटू की गलियों में एक बार जो आये
हारे को मिला सहारा जीवन भर वो गाये
तू भी डूब की देख ले मीतू इनकी भक्ति में
जो डूबे रहते हैं बाबा की मस्ती में
Chaar Chand Hasti Mein | By Amit Kalra Meetu
Lag Jaate Hain Chaar Chand Unki Hasti Mein
Jo Doobe Rehte Hain Baba Ki Masti Mein
Maanjhi Banke Khud Baitha Ye Unki Hasti Mein
Jo Doobe Rehte Hain Baba Ki Masti Mein
Shyam Naam Ka Rang Jab Tan Man Pe Chadh Jaye
Jeevan Ki Har Uljhan Khud Hi Hal Ho Jaye
Prem Ki Varsha Hoti Rehti Unki Basti Mein
Jo Doobe Rehte Hain Baba Ki Masti Mein
Na Dhan Ki Phir Chah Rahe Na Shohrat Bhaye
Mil Jata Sab Jisko Shyam Kripa Mil Jaye
Aisa Jaadu Hai Mere Shyam Naam Ki Masti Mein
Jo Doobe Rehte Hain Baba Ki Masti Mein
Khatu Ki Galiyon Mein Ek Baar Jo Aaye
Hare Ko Mila Sahara Jeevan Bhar Wo Gaaye
Tu Bhi Doob Ke Dekh Le Meetu Inki Bhakti Mein
Jo Doobe Rehte Hain Baba Ki Masti Mein