तुम्हे नाथ नहीं भूलू | By Pt. Rishi Mishra & Bulbul Agarwal
इतनी किरपा करना तुम्हे नाथ नहीं भूलू
मैं तेरी बदौलत हूँ ये बात नहीं भूलू
खुशियों के उजाले में सब साथ निभाते हैं
जब रात हो गम की तो कोई नज़र ना आते हैं
उस वक़्त दिया तुमने मेरा साथ नहीं भूलू
इतनी किरपा करना तुम्हे नाथ नहीं भूलू
कितने ही अपनों से तुमने मिलवाया है
नफरत के पुतले को प्रभु प्रेम सिखाया है
जो तुमसे भरे दिल में जज़्बात नहीं भूलू
इतनी किरपा करना तुम्हे नाथ नहीं भूलू
अपनों की भीड़ में जब तन्हाई ने घेरा था
कहने को थे सब अपने पर कोई ना मेरा था
तुमने ही रखा उस पल सर पे हाथ नहीं भूलू
इतनी किरपा करना तुम्हे नाथ नहीं भूलू
बेकार था बेबस था गुमनाम जहाँ में था
सोनू मुझे याद रहे था कौन कहाँ मैं था
कितना ही नाम मिले औकात नहीं भूलू
इतनी किरपा करना तुम्हे नाथ नहीं भूलू
Tumhe Naath Nahi Bhoolu| By Pt. Rishi Mishra & Bulbul Agarwal
Itni Kirpa Karna Tumhe Nath Nahi Bhoolu
Main Teri Badaulat Hoon Ye Baat Nahi Bhoolu
Khushiyon Ke Ujale Mein Sab Saath Nibhate Hain
Jab Raat Ho Gam Ki To Koi Nazar Na Aate Hain
Us Waqt Diya Tumne Mera Sath Nahi Bhoolu
Itni Kirpa Karna Tumhe Nath Nahi Bhoolu
Kitne Hi Apno Se Tumne Milwaya Hai
Nafrat Ke Putle Ko Prabhu Prem Sikhaya Hai
Jo Tumse Bhare Dil Mein Jazbat Nahi Bhoolu
Itni Kirpa Karna Tumhe Nath Nahi Bhoolu
Apno Ki Bheed Mein Jab Tanhaai Ne Ghera Tha
Kehne Ko The Sab Apne Par Koi Na Mera Tha
Tumne Hi Rakha Us Pal Sar Pe Haath Nahi Bhoolu
Itni Kirpa Karna Tumhe Nath Nahi Bhoolu
Bekar Tha Bebas Tha Gumnaam Jahan Mein Tha
Sonu Mujhe Yaad Rahe Tha Kaun Kahan Main Tha
Kitna HI Naam Mile Aukaat Nahi Bhoolu
Itni Kirpa Karna Tumhe Nath Nahi Bhoolu