तूने की है कृपा | by Gyan Pankaj
जी रहे हैं प्रभु हम तेरी मौज में
तूने की है कृपा और क्या चाहिए
हम तेरे हो गए हैं तुझे है खबर
तू हमारा हुआ और क्या चाहिए
जी रहे ह ऐन प्रभु...........
पास अपने फटकता कोई ग़म नहीं
शान अपनी ज़माने में भी कम नहीं
हीरे मोती बने जो थे कंकर कभी
तूने ऐसा छुआ और क्या चाहिए
जी रहे ह ऐन प्रभु...........
तेरी दातारी का हम करें शुक्रिया
भाग्य में जो न था वो भी तूने दिया
हम गरीबों की दुनिया सँवारी प्रभु
तू मेहरबां हुआ और क्या चाइये
जी रहे ह ऐन प्रभु...........
सिलसिला ये निरंतर ही चलता रहे
तू बुलाता रहे हमसे मिलता रहे
कोई ख्वाहिश ना पंकज की बाकी रही
तू मुझे सुन रहा और क्या चाहिए
जी रहे ह ऐन प्रभु...........
Tune Ki Hai Kripa | by Gyan Pankaj
Jee Rahe Hain Prabhu Hum Teri Mauj Mein
Tune Ki Hai Krpa Aur Kya Chahiye
Hum Tere Ho Gaye Hian Tujhe Hai Khabar
Tu Hamara Hua Aur Kya Chahiye
Jee Rahe Hai Prabhu…………..
Paas Apne Fatakta Koi Gham Nahi
Shaan Apni Zamane Mein Bhi Kam Nahi
Heere Moti Bane Jo The Kankar Kabhi
Tune Aisa Chhua Aur Kya Chahiye
Jee Rahe Hai Prabhu…………..
Teri Daataari Ka Hum Karein Shukriya
Bhagya Mein Jo Na Tha Wo Bhi Tune Diya
Hum Garibon Ki Duniya Sanwari Prabhu
Tu Meherbaan Hua Aur Kya Chahiye
Jee Rahe Hai Prabhu…………..
Silsila Ye Nirantar Hi Chalta Rahe
Tu Bulata Rahe Humse Milta Rahe
Koi Khwahish Na Pankaj Ki Baaki Rahi
Tu Mujhe Sun Raha Aur Kya Chahiye
Jee Rahe Hai Prabhu…………..