दर्द | By Kamal Nayak

जब दर्द हो भक्तों को मेरे साई को भी होता
जब नींद ना आये हमें मेरे साईं भी ना सोता

एक साईं ही है जग में हर रिश्ते निभाता है
हर मुश्किल में बाबा बस दौड़ा आता है
कोई और नहीं दिखता साई सामने जब होता
जब नींद ना आये हमें मेरे साईं भी ना सोता
जब दर्द हो भक्तों को.........

जो डोर बंधी उसको हम कैसे छुड़ाएंगे
जो है उपकार किये हम कैसे भुलायेंगे
मेरी मिट जाती हस्ती गर साईं नहीं होता
जब नींद ना आये हमें मेरे साईं भी ना सोता
जब दर्द हो भक्तों को.........

बाबा ने कृपा अपनी जबसे बरसाई है
मेरी मुरझाई बगिया फिर से महकाई है
हमें इतना दिया उसने कभी कम ही नहीं होता
जब नींद ना आये हमें मेरे साईं भी ना सोता
जब दर्द हो भक्तों को.........

Dard | By Kamal Nayak

Jab Dard Ho Bhakto Ko Mere Sai Ko Bhi Hota
Jab Neend Na Aaye Hame Mere Sai Ko Bhi Hota

Ek SAi Hi Hai Jag Mein Har Rishte Nibhata Hai
Har Mushkil Mein Baba Bas Dauda Aata Hai
Koi Aur Nahi Dikhta Sai Samne Jab Hota
Jab Neend Na Aaye Hame Mere Sai Ko Bhi Hota
Jab Dard Ho Bhakto Ko…………….

Jo Dor Bandhi Usko Hum Kaise Chhudayenge
Jo Hai Upkaar Kiye Hum Kaise Bhulayenge
Meri Mit Jaati Hasti Gar Sai Nahi Hota
Jab Neend Na Aaye Hame Mere Sai Ko Bhi Hota
Jab Dard Ho Bhakto Ko…………….

Baba Ne Kripa Apni Jabse Barsayi Hai
Meri Murjhayi Bagiya Phir Se Mehkayi Hai
Hame Itna diya Usne Kabhi Kam Hi Nahi HOta
Jab Neend Na Aaye Hame Mere Sai Ko Bhi Hota
Jab Dard Ho Bhakto Ko…………….

Download Lyrics in English || Download Lyrics in Hindi

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Similar Lyrics