दानी के दरबार में | By Rakesh Bawaliya
दानी के दरबार में महादानी के दरबार में
आया रे मैं तो आया दानी के दरबार में
हे दानी में हार के आया मुझको आज जिताना होगा
नाम तेरा सुनकर आया हूँ मुझको गले लगाना होगा
आया रे मैं तो आया दानी के दरबार में
तेरे दर पे हार गया तो और कहाँ मैं जाऊँगा
जिनका भरोसा तुझपे उनसे कैसे आँख मिलाऊँगा
आया रे मैं तो आया दानी के दरबार में
चमत्कार दिखलाना होगा मेरा काम बनाना होगा
दिव्य तेजस्वी मोरछड़ी का झाड़ा आज लगाना होगा
आया रे मैं तो आया दानी के दरबार में
तेरा दर ही आखिरी दर है इस विश्वास से आया हूँ
भक्तों के संग अम्बरीष कहता लाख उम्मीदे लाया हूँ
आया रे मैं तो आया दानी के दरबार में
Daani Ke Darbar Mein | By Rakesh Bawalia
Daani Ke Darbar Mein Mahadaani Ke Darbar Mein
Aaya Re Main To Aaya Daani Ke Darbar Mein
He Daani Main Haar Ke Aaya Mujhko Aaj Jitaana Hoga
Naam Tera Sunkar Aaya Hoon Mujhko Gale Lagana Hoga
Aaya Re Main To Aaya Daani Ke Darbar Mein
Tere Dar Pe Haar Gaya To Aur Kahan Main Jaaunga
Jinka Bharosa Tujhpe Unse Kaise Aankh Milauunga
Aaya Re Main To Aaya Daani Ke Darbar Mein
Chamatkaar Dikhlana Hoga Mera Kaam Banana Hoga
Divya Tejasvi Morchadi Ka Jhaada Aaj Lagana Hoga
Aaya Re Main To Aaya Daani Ke Darbar Mein
Tera Dar Hi Aakhiri Dar Hai Is Vishwas Se Aaya Hoon
Bhakton Ke Sang Ambarish Kehta Lakh Ummeedein Laya Hoon
Aaya Re Main To Aaya Daani Ke Darbar Mein