नज़र हटती नहीं | by Shipra Saloni

सलोने श्याम को जब देखूं दुनिया भूल जाती हूँ
नज़र हटती नहीं सारी तमन्ना भूल जाती हूँ
सलोने श्याम को जब देखूं दुनिया भूल जाती हूँ

कोई दूजा नहीं ऐसा जो नज़रों में समा जाए
कही फिर और जाऊं में ये कान्हा भूल जाती हूँ
सलोने श्याम को जब देखूं दुनिया भूल जाती हूँ

चलाते बाण नैनो से ये जिस दम मुस्कुराते हैं
के दिल में जो कुछ रहता है कहना भूल जाती हूँ
सलोने श्याम को जब देखूं दुनिया भूल जाती हूँ

बड़ी प्यारी सी चितवन है मेरे सरकार की ऐसी
कहीं कुछ और देखूं मैं देखना भूल जाती हूँ
सलोने श्याम को जब देखूं दुनिया भूल जाती हूँ

नज़ारा होता है दीदार का ऐसा चोखानी
के वापस घर जाने का अपना रस्ता भूल जाती हूँ
सलोने श्याम को जब देखूं दुनिया भूल जाती हूँ

Nazar Hatti Nahi | by Shipra Saloni

Salone Shyam Ko Jab Dekhu Duniya Bhool Jaati Hai
Nazar Hatti Nahi Saar iTamanna Bhool Jaati Hai
Salone Shyam Ko Jab Dekhu Duniya Bhool Jaati Hai

Koi Dooja Nahi Aisa Jo Nazro Mein Sama Jaaye
Kahin Phir Aur Jaaun Main Ye Kanha Bhool Jaati Hoon
Salone Shyam Ko Jab Dekhu Duniya Bhool Jaati Hai

Chalate Baan Naino Se Ye Jis Dum Muskuraye Hain
Ke Dil Mein Jo Kuch Rehta Hai Kehna Bhool Jaati Hoon
Salone Shyam Ko Jab Dekhu Duniya Bhool Jaati Hai

Badi Pyari Si Chitwan Hai Mere Sarkar Ki Aisi
Kahin Kuch Aur Dekhun Main Dekhna Bhool Jaati Hoon
Salone Shyam Ko Jab Dekhu Duniya Bhool Jaati Hai

Nazara Hota Hai Deedar Ka Aisa Chokhani
Ke wapas Ghar Jaane Ka Apna Rasta Bhool Jaati Hoon
Salone Shyam Ko Jab Dekhu Duniya Bhool Jaati Hai

Download Lyrics in English || Download Lyrics in Hindi

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Similar Lyrics