बालाजी के दरबार पे | By Kamal Kishore Kavi

चलो सारे चलो बालाजी के दरबार पे
दुःख कट जाते जहाँ सारे संसार के
चलो सारे चलो बाबाजी के दरबार पे

सारे जग से बालाजी के दर की शान निराली है
दुःख कलेश का नाम नहीं बस खुशहाली खुशहाली है
सदके जाऊं वारे जाऊं बाबाजी के प्यार पे
चलो सारे चलो बालाजी के दरबार पे

सुन्दर छवि है बालाजी की द्वारा मन को भाता है
मनोकामना पूरी हो जाए जो भी चल के आता है
बाबाजी ना खाली मोड़े बिना किसी उपहार के
चलो सारे चलो बालाजी के दरबार पे

कर्मरूपाद बाला मेहंदीपुर में शीश झुकाता है
कमल किशोर कवी हर दम बाबा की महिमा गाता है
जलवे सारे न्यारे भक्तों इस सच्ची सरकार के
चलो सारे चलो बालाजी के दरबार पे

Balaji Ke Darbar Pe | By Kamal Kishore Kavi

Chalo Sare Chalo Balaji Ke Darbar Pe
Dukh Kat Jaate Jahan Saare Sansar Ke
Chalo Sare Chalo Balaji Ke Darbar Pe

Saare Jag Se Balaji Ke Dar Ki Shaan NIrali Hai
Dukh Kalesh Ka Naam Nahi Bas Khushhaali Khushhaali Hai
Sadke Jaaun Vaari Jaaun Baba Ji Ke Pyar Pe
Chalo Sare Chalo Balaji Ke Darbar Pe

Sundar Chhavi Hai Balaji Ki Dwara Man Ko Bhaata Hai
Manokamna Poori Ho Jaye Jo Bhi Chal Ke Aata Hai
Baba Ji Na Khaali Mode Bina Kisi Uphaar Ke
Chalo Sare Chalo Balaji Ke Darbar Pe

Karmrupad Bala Mehandipur Mein Sheesh Jhukata Hai
Kamal Kishor Kavi Har Dum Baba Ki Mahima Gaata Hai
Jalve Saare Nyare Bhakto Is Sachchi Sarkar Ke
Chalo Sare Chalo Balaji Ke Darbar Pe

Download Lyrics in English || Download Lyrics in Hindi

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Similar Lyrics