मेहनत की कमाई को,ऐसे ना लुटाना तू | By Mukesh Bagda |

मेहनत की कमाई को,
ऐसे ना लुटाना तू,
खर्चो को घटाकर के,
सेवा में लगाना तू।

राई से राई मिले,
पर्वत बन जाता है,
जब बून्द से बून्द मिले,
सागर बन जाता है,

महंगाई के युग में,
पैसे का ही खेला है,
जिसने दौलत जोड़ी,
यहाँ उसका रेला है,

जो खर्च ही करना है,
इंसान पे खर्च करो,
दीनो की मदद करो,
दुखियों के दर्द हरो,

मेहनत की कमाई को,
ऐसे ना लुटाना तू,
खर्चो को घटाकर के,
सेवा में लगाना तू।

Mehnat ki kamaai ko, aise na lutana tu | By Mukesh Bagda |

Mehnat ki kamaai ko,
aise na lutana tu,
kharcho ko ghataakar ke,
seva mein lagaana tu.

Raai se raai mile,
parvat ban jaata hai,
jab boond se boond mile,
saagar ban jaata hai.

Mehngaai ke yug mein,
paise ka hi khela hai,
jisne daulat jodi,
yahaan uska rela hai.

Jo kharch hi karna hai,
insaan pe kharch karo,
deeno ki madad karo,
dukhiyon ke dard haro.

Mehnat ki kamaai ko,
aise na lutana tu,
kharcho ko ghataakar ke,
seva mein lagaana tu.

 

Download Lyrics in English || Download Lyrics in Hindi

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Similar Lyrics