रमज़ान की बहार | By Haaji Aslam Sabri

रमज़ान की बहार ज़माने में आ गई
दुनिया पे रेहमतो के ख़ज़ाने लुटा गई

किस रोज़ादार की ये दुआ काम आ गई
रेहमत खुदा की अबरे करम बन के छा गई

रोज़ो की भूख प्यास वो सागर पिला गई
ये जैसे आदमी को फरिश्ता बना गई

माहे सियाम में जो शबे क़द्र आ गई
मोमिन को मगफिरत की बशारत सुना गई

इस माहे दिल नवाज़ की दरियादिली ये थी
कितने ही डूबतो को किनारे लगा गई

इफ्तार की ख़ुशी वो तरावीह की दिलकशी
दुनिया में रोज़ादार को जन्नत दिखा गई

क़ुरआन ये कह रहा है शब् ए कद्र के लिए
उम्मत नबी की गौहरे नायब पा गई

रमज़ान में वही ए खुदा का हुआ नुज़ूल
अब वो किताब बन के ज़माने पे छा गयी

रमज़ान में खजूरों से इफ्तार जब किया
मुझको मेरे नबी की अदा याद आ गई

रमज़ान की बन्दा नवाज़ी तो देखिये
बन्दे की राज़ राज़ ए मशीयत बता गई
रेहमत खुदा की अबरे करम बन के छ गई
रमज़ान की बहार ज़माने में आ गई
दुनिया पे रेहमतो के ख़ज़ाने लुटा गई

Ramzan Ki Bahar | By Haaji Aslam Sabri

Ramzan Ki Bahar Zamane Mein Aa Gayi
Duniya Pe Rehmato Ke Khazane Luta Gayi

Kis Rozadaar Ki Ye Dua Kaam Aa Gayi
Rehmat Khuda Ki Abre Karam Ban Ke Chha Gayi

Rozo Ki Bhookh Pyas Wo Sagar Pila Gayi
Ye Jaise Aadmi Ko Farishta Bana Gayi

Maahe Siyam Mein Jo Sahib E Qadr Aa Gayi
Momin Ko Magfirat Ki Basharat Suna Gayi

Is Maahe Dil Nawaz Ki Dariyadili Ye Thi
Kitne Hi Doobto Ko Kinare Laga Gayi

Iftaar Ki Khushi Wo Taraveeh Ki Dilkashi
Duniya Mein Rozadaar Ko Jannat Dikha Gayi

Quran Ye Keh Raha Hai Shab E Qadr Ke Liye
Ummat Nabi Ki Gauhar E Nayab Paa Gayi

Ramzan Mein Wahi E Khuda Ka Hua Nuzool
Ba Jo Kitab Banke Zamane Pe Chha Gayi

Ramzan Mein Khajuro Se Iftaar Jab Kiya
Mujhko Mere Nabi Ki Ada Yaad Aa Gayi

Ramzan Ki Banda Nawazi To Dekhiye
Bande Ko Raaz Raaz E Mashiyat Bata Gayi
Rehmat Khuda Ki Abre Karma Ban Ke Chha Gayi
Ramzan Ki Bahar Zamane Mein Aa Gayi
Duniya Pe Rehmato Ke Khazane Luta Gayi

Download Lyrics in English || Download Lyrics in Hindi

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Similar Lyrics