वंशी | By Ujjawal Singh
जीने का रास्ता ये एक वंशी सिखाती है
छेद है सीने में फिर भी गुनगुनाती है
ऐसे मोहन ने नहीं अधरों पे संवारा
राज इसमें लाख हैं जाने ना जग सारा
बोझ ग़म का सीने पे अपने उठाती है
छेद है सीने में फिर भी गुनगुनाती है
मुस्कुरा कर प्यार इससे करता है कान्हा
जानता है इसके दिल का क्यूंकि फ़साना
राधे रानी ये समझ पल भर ना पाती है
छेद है सीने में फिर भी गुनगुनाती है
इसकी ये आदत से मोहन मुंह नहीं मोड़े
छोड़ता दुनिया को पर वंशी नहीं छोड़े
बेधड़क पल भर नहीं ये हिचकिचाती है
छेद है सीने में फिर भी गुनगुनाती है
Vanshi | By Ujjawal Singh
Jeene Ka Raasta Ye Ek Vanshi Sikhaati Hai
Chhed Hai Seene Mein Phir Bhi Gungunaati Hai
Aise Mohan Ne Nahi Adhro Pe Sanvaara
Raaz Isme Laakh Hain Jaane Na Jag Saara
Bojh Gam Ka Apne Seene Mein Uthaati Hai
Chhed Hai Seene Mein Phir Bhi Gungunaati Hai
Muskura Kar Pyar Isse Karta Hai Kanha
Jaanta Hai Iske Dil Ka Kyunki Fasana
Radhe Rani Ye Samajh Pal Bhar Na Paati Hai
Chhed Hai Seene Mein Phir Bhi Gungunaati Hai
Iski Ye Aadat Se Mohan Munh Nahi Mode
Chhodta Duniya Ko Par Vanshi Nahi Chhode
Bedhadak Pal Bhar Nahi Ye Hichkichaati Hai
Chhed Hai Seene Mein Phir Bhi Gungunaati Hai