सर की सरकी | By Sangeeta Rathore

बाबा इब तो थोड़ो ध्यान म्हारे कानि भी कर ले
थारे कद से द्वार खड्यो हूँ म्हारी विनती भी सुनले

थारे द्वार का परचा सुनकर थारे द्वार पे आयो
मैं भी हूँ दुखियारों मेरा भी दुखड़ा हर ले

महिमा थारी भारी थे हो पांडव कुल अवतारी
थारी महिमा गावां म्हाने थारे लायक कर ले

मैं भी बन स्यूं बाबा थारे चरना रो चाकरियो
आयो है अभिषेक भी थारे चरणा में रख ले

Sar Ki Sarki | By Sangeeta Rathore

Aaye Nahi Ghanshyam Ho Saadi Sar Se Sarki
Sarki Sarki Pancho Var Ki Aas Lagi Hai Mohe Girdhar Ki
Aaye Nahi Ghanshyam Ho Saadi Sar Se Sarki

Pancho Pati Sabha Mein Baithe Jaise Baithi Naari
Dronacharya, Pitamah Baithe Neeche Gardan Daari
Apno Ne Mukh Mod Liya Hai Mohe Kewal Aas Tihari
Aaye Nahi Ghanshyam Ho Saadi Sar Se Sarki

Yaad Karo Us Din Ki Mohan Anguli Kati Tihaari
Faad Ke Saadi Apne Tan Ki Baandhi Turant Murari
Bego Padharo Naath HariTum Lut Na Jaye Laaj Hamari
Aaye Nahi Ghanshyam Ho Saadi Sar Se Sarki

Bhari Sabha Mein Ekli Thaari Main Kismat Ki Maari
Dushasan Meir Saadi Kheenche Huyi Sharam Se Main Paani
Poorn Roop Se Kiya Samarpan Aao Na Aao Ab Marzi Tumhari
Aa Hi Gaye Ghanshyam Jo Saadi Sar Se Sarki

Download Lyrics in English || Download Lyrics in Hindi

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Similar Lyrics