सांवरे की गोद में | by Payal Agarwal
जहाँ जहाँ बैठे जिस मोड़ पे बैठे
खाटू में ऐसा लगता तेरी गोद में बैठे
जहाँ जहाँ बैठे हो हो हो .............
जिसे मैं कह सकूँ अपना वो तो खाटू में रहता है
याद जो आ जाये उसकी आँख से आंसू बहता है
जन्मो का नाता हम जोड़ के बैठे
खाटू में ऐसा लगता तेरी गोद में बैठे
जहाँ जहाँ बैठे हो हो हो .............
तुम्हारे मंदिर को बाबा कभी मंदिर नहीं समझा
अपने बाबा का घर समझा कभी भी दर नहीं समझा
अपना ही घर है ये सोच के बैठे
खाटू में ऐसा लगता तेरी गोद में बैठे
जहाँ जहाँ बैठे हो हो हो .............
तेरी खाटू की गलियों में ही ऐसा प्यार बरसता है
हो रहा जो इसमें पागल उसका जीवन संवरता है
लाखों ही पागल देखो मौज में बैठे
खाटू में ऐसा लगता तेरी गोद में बैठे
जहाँ जहाँ बैठे हो हो हो .............
जब भी हम वापस आते हैं ये गलियों छोड़ के तेरी
ऐसा लगता है बनवारी उतर आये गोद से तेरी
घर क्यों नहीं खाटू में मन मसोस के बैठे
खाटू में ऐसा लगता तेरी गोद में बैठे
जहाँ जहाँ बैठे हो हो हो .............
Saanware Ki God Mein | by Payal Agarwal
Jahan Jahan Baithe Jis Mod Pe Baithe
Khatu Mein Aisa Lagta Teri God Mein Baithe
Jahan Jahan Baithe Ho Ho Ho……………….
Jise Main Keh Sakun Apna Wo To Khatu Mein Rehta Hai
Yaad Jo Aa Jaye Uski Aankh SE Aansu Behta Hai
Janmo Ka Naata Hum Jod Ke Baithe
Khatu Mein Aisa Lagta Teri God Mein Baithe
Jahan Jahan Baithe Ho Ho Ho……………….
Tumhare Mandir Ko Baba Kabhi Mandir Nahi Samjha
Apne Baba Ka Ghar Samjha Kabhi Bhi Dar Nahi Samjha
Apna HI Ghar Hai ye Soch Ke Biathe
Khatu Mein Aisa Lagta Teri God Mein Baithe
Jahan Jahan Baithe Ho Ho Ho……………….
Teri Khatu Ki Galiyon Mei Hi Aisa Pyar Barasta Hai
Ho RAha Jo Isme Pagal Uska Jeevan Sanwarta Hai
Lakhon Hi Pagal Dekho Mauj Mein Baithe
Khatu Mein Aisa Lagta Teri God Mein Baithe
Jahan Jahan Baithe Ho Ho Ho……………….
Jab Bhi Hum Wapas Aate Hain Ye Galiyan Chhod Ke Teri
Aisa Lagta Hai Banwari Utar Aaye God Se Teri
Ghar Kyun Nahi Khatu Mein Man Masos Ke Baithe
Khatu Mein Aisa Lagta Teri God Mein Baithe
Jahan Jahan Baithe Ho Ho Ho……………….