सांवरे की नज़र में सँवरता रहूं | By Hari Sharma
बस संवरने की चाह मुझको इतनी रहे
सांवरे की नज़र में सँवरता रहूं
जितनी कृपा की मुझपे मेरे श्याम ने
शुक्रिया मैं भी वैसे ही करता रहूं
सांवरे की पड़ी जबसे मुझपे नज़र
अपने हाथो से जीवन सजाया मेरा
मेरे इस दिल में जितने भी अरमान थे
हर एक सपना हकीकत बनाया मेरा
एक छोटी से ख्वाहिश यही अब मेरी
इनकी चौखट ना छूटे मैं जब तक जियूं
जितनी कृपा की मुझपे मेरे श्याम ने
शुक्रिया मैं भी वैसे ही करता रहूं
बस संवरने की चाह ...........
दुनियादारी की मुझको समझ थी नहीं
मेरे अपने ढाते थे मुझपे सितम
सोच करके ही रूह काँप जाती मेरी
हमने देखे हैं अपनों के ऐसे करम
ऐसी हालत में बीते थे मेरे वो दिन
लब हैं खामोश आँखों से मैं सब कहूं
जितनी कृपा की मुझपे मेरे श्याम ने
शुक्रिया मैं भी वैसे ही करता रहूं
बस संवरने की चाह ...........
जिसके लायक भी ना था मिला वो मुझे
तीनो लोकों का स्वामी मिला है मुझे
दुःख के आने की आहट भी होती अगर
गोद में ये उठाकर है चलता मुझे
कोई करता नहीं जितना इसने किया
इतने एहसान मोहित मैं क्या क्या कहूं
जितनी कृपा की मुझपे मेरे श्याम ने
शुक्रिया मैं भी वैसे ही करता रहूं
बस संवरने की चाह ...........
Sanwre Ki Nazar Mien Sanwarta Rahun | By Hari Sharma
Bas Sanvarne Ki Chaah Mujhko Itni Rahe
Sanwre Ki Nazar Mein Sanvarta Rahun
Jitni Kripa Ki Mujhpe Mere Shyam Ne
Shukriya Main Bhi Vaise Hi Karta Rahun
Sanwre Ki Padi Jabse Mujhpe Nazar
Apne Haathon Se Jeevan Sajaya Mera
Mere Is Dil Mein Jitne Bhi Armaan The
Har Ek Sapna Haqeeqat Banay Mera
Ek Chhoti Si Khwaish Yahi Ab Meri
Inki Chaukhat Na Chhoote Main Jab Tak Jiyun
Jitni Kripa Ki Mujhpe Mere Shyam Ne
Shukriya Main Bhi Vaise Hi Karta Rahun
Bas Sanvarne Ki Chaah………….
Duniyadaari Ki Mujhko Samajh Thi Nahi
Mere Apne Dhaate The Mujhpe Sitam
Soch Karke Hi Rooh Kaanp Jaati Meri
Humne Dekhe Hain Apno Ke Aise Karam
Aisi Halat Mein Beete The Mere Wo Din
Lab Hain Khaamosh Aankhon Se Main Sab Kahun
Jitni Kripa Ki Mujhpe Mere Shyam Ne
Shukriya Main Bhi Vaise Hi Karta Rahun
Bas Sanvarne Ki Chaah………….
Jiske Layak Bhi Na Tha Mila Wo Mujhe
Teeno Loko Ka Swami Mila Hai Mujhe
Dukh Ke Aane Ki Aahat Bhi Hoti Agar
God Mein Ye Uthakar Hai Chalta Mujhe
Koi Karta Nahi JItna Isne Kiya
Itne Ehsaan Mohit Main Kya Kya Kahoon
Jitni Kripa Ki Mujhpe Mere Shyam Ne
Shukriya Main Bhi Vaise Hi Karta Rahun
Bas Sanvarne Ki Chaah………….