राधे रानी को अपना बनालो | By Divya Dubey
राधे रानी को अपना बनालो,
दिल में बसा लो
कन्हैया तेरा हो जायेगा
हर एक सांस में राधे राधे
मन मंदिर में श्याम विराजे
मनमोहन संग प्रीत लगाले
कानो में बस बंसी बाजे
ना जाने कहाँ खो जाएगा
कुञ्ज गलियन में आकर तो देखो
कन्हैया तेरा हो जायेगा
श्याम के दिल में राधा प्यारी
ये जीवन मैं इन पे वारी
उमर कटे वृन्दावन सारी
बस एक चाहत रहे तुम्हारी
ना जाने कैसे हो जायेगा
ब्रज की धूलि को माथे लगा लो
कन्हैया तेरा हो जायेगा
Radhe Rani Ko Apna Bana LO | By Divya Dubey
Radhe Rani Ko Apna Bana Lo
Radhe Rani Ko Apna Bana Lo,
Dil Mein Basa Lo.
Kanhaiya Tera Ho Jayega.
Har Ek Saans Mein Radhe Radhe,
Man Mandir Mein Shyam Viraje.
Manmohan Sang Preet Laga Le,
Kaano Mein Bas Bansi Baje.
Na Jaane Kahan Kho Jayega,
Kunj Galiyan Mein Aakar To Dekho,
Kanhaiya Tera Ho Jayega.
Shyam Ke Dil Mein Radha Pyari,
Ye Jeevan Main In Pe Vaari.
Umar Kate Vrindavan Saari,
Bas Ek Chahat Rahe Tumhari.
Na Jaane Kaise Ho Jayega,
Braj Ki Dhooli Ko Maathe Laga Lo,
Kanhaiya Tera Ho Jayega.