श्याम जैसा सेठ नहीं | By Shyam Salona
दुनिया के सेठ Good हैं पर Great नहीं हैं
खाटू के श्याम जैसा कोई सेठ नहीं है
दुनिया के सेठ सारे सब सोच के देते
दुनिया के सेठ सारे सब तोल के देते
दुनिया के सेठ सारे सब सोच के देते
खाटू के श्याम सांवरे बिना बोल के देते
तू अब भी आजा दर पे Late नहीं है
खाटू के श्याम जैसा कोई सेठ नहीं है
चौबीस घंटे जिसका खुला है दरवाज़ा
आवाज़ लगावे सांवरिया दर जल्दी आजा
तोरण द्वार के जैसा कोई Gate नहीं है
खाटू के श्याम जैसा कोई सेठ नहीं है
जिस कृपा को देखो दुनिया है तरस रही
श्याम प्रेमी पर कृपा देखो वो है बरस रही
जो मांगो मिल जाएगा यहाँ Wait नहीं है
खाटू के श्याम जैसा कोई सेठ नहीं है
Shyam Jaisa Seth Nahi | By Shyam Salona
Duniya Ke Seth Good Hain, Par Great Nahi Hain,
Khatu Ke Shyam Jaisa Koi Seth Nahi Hai.
Duniya Ke Seth Saare Sab Soch Ke Dete,
Duniya Ke Seth Saare Sab Tol Ke Dete,
Duniya Ke Seth Saare Sab Soch Ke Dete,
Khatu Ke Shyam Sanware Bina Bol Ke Dete.
Tu Ab Bhi Aaja Dar Pe, Late Nahi Hai,
Khatu Ke Shyam Jaisa Koi Seth Nahi Hai.
Chaubees Ghante Jiska Khula Hai Darwaza,
Aawaaz Lagave Sanwariya, Dar Jaldi Aaja.
Toran Dwaar Ke Jaisa Koi Gate Nahi Hai,
Khatu Ke Shyam Jaisa Koi Seth Nahi Hai.
Jis Kripa Ko Dekho Duniya Hai Taras Rahi,
Shyam Premi Par Kripa Dekho, Woh Hai Baras Rahi.
Jo Maango Mil Jaayega, Yahan Wait Nahi Hai,
Khatu Ke Shyam Jaisa Koi Seth Nahi Hai.