श्री रक्षाबंधन की (आल्हा ) | By Kritika Sharma

By: Kritika Sharma Genre: jain bhajan Like:
0

चौबीसों जिनराज को पूजूँ मन वचकाय
कुंड कुंड आचार्य को वन्तु शीश नवाये
गुरु गौतम के चरण नमी वंदु शारदा माय
सरस्वती देवी को नमो कीजिये मेरी सहाय
कीजिये मेरी सहाय

समो शरण जब वीर प्रभु का
विपलाचल पर पहुंचा आय
राजा सेनाक प्रश्न कियो है
वीर प्रभु को शीश नवाय
रक्षाबंधन कथा सुना दो
जो मेरे मन गया समाय
किन उपसर्ग कियो मुनिवर को
किन तीनो उपसर्ग मिटाय
दिव्या धुनि जब गिरी प्रभु की
गौतम गांधार रहे समझाय
बारह सभा के सभी सुनेंगे
अरे श्रेणिक सुनलो कान लगाए
पुरु जंगल है देश यहाँ पर

अरे ता हतिनापुर रहो सुहाय
श्री श्रद्धिकुंद और वरहनाथ का
गर्भ जन्म तय भयो है आय
अरे महापद वहां का राजा
राज करे अति ही सुखदाय
अरे लक्ष्मीवति है रानी जिसकी
रूपशील सगुण है दिखाय
राजा के दो पुत्र हुए हैं
पादनाथ औअर विष्णु कहाय
अरे राजा ने जिन दीक्षा धारी
वन में जाए मुनि बन जाए
अरे पडनाथ तो राज करत है
प्रजा पाले है सुखदाये

अरे विष्णु कुमार रे दीक्षा लेले
पिता के संग में पहुंचे जाए
यहाँ की बाते यही रह गयी
अब आगे की कहूं सुनाय
भूल चूक की माफ़ी करना
अरे प्रभु चरनन राहु शीश झुकाय
उज्जैनी नगरी में राजा
राज करत अति ही सुखदाय
उनके मंत्री चार निपन है
अरे एक से बढ़कर एक कहाय
जैन धर्म के कट्टर द्रोही
जिनवाणी नहीं उन्हें सुहाय
बलि और नम मुचि बृहस्पत प्रह्लाद

प्रह्लाद न की चारो उदय बताये
एक समाय पर सूर्य कम्पन
संग मुनि का पहुंचा आय
नर नारी बंधन को चाले
मन में हर्ष भाव चित लाये
राजा मंत्रण से यों पूछी
ये नर नारी किट को रहे आय
इस पर जवाब दिया मंत्री ने
जैन मुनि संग गया है आय
राजा दर्शन की करि है इच्छा
तब मंत्री ने दियो दोष लगाय
मगर सुनी ना उन मंत्रीं की

दर्श हो गया हर्ष चित लाय
पीछे पीछे गये हैं मंत्री
राजा को दर दैहशत खाय
यहाँ की बात यहाँ ही छोडो
अब आगे का रहो सुनाय
राजा मनत्री देखे गुरु ने
सबको दोनों हुक्म सुनाये
मौन सहित सब ही हो जाना
जपयो महामंत्र हर्षाय
राजा मंत्री पहुंचे वहां पर
राजा दर्शन करे हर्षाय
दई प्रदचिन्हा श्री गुरुवर की
चरनन में रहो शीश झुकाय

तो मुनि ने आशीष नदी ने
तब ही बलि बोल ऋषि खाय
ये तो मुनिवर महा मुंड है
ये कुछ भी जानत है नाय
आप प्रणाम कियो है इनको
अरे इन आशीष देइ कुछ नाय
राजा मंत्री चले वहां से
रमेष्वत सागर मुनि मिल जाये
वाद विवाद कियो मंत्रीं ने
श्री मुनि को दियो दोष लगाय
तभी मुनीश्वर उत्तर दीनो
राजा मनि मन रहो हर्षाय
राजा हस्ते देख के मंत्री

चारों मन में गए शरमाये
राजा मंत्री चले वहां से
मंत्री क्रोध बड़ो है भाय
आईटी मुंवार ने अपने गुरु को
दीने है सब हाल बताय
तब गुरु ने कहीं सुना की
क्यों वाद विवाद मंत्रीं से भाय
ये उपसर्ग करेंगे सबको
ये मेरे मन गयी समाय
अरे तब ही मुनिवर मन सकुचाने
श्री गुरु को दियो शीश नवाय
किस विधि से उपसर्ग दूर होय
सो स्वामी तुम देऊ बताय

तभी गुरु ने कहा सुना के
जहाँ पे वाद विवाद हुआ है
ध्यान लगा के ताड़े रहना
जपयो महामंत्र हर्षाय
तुरंत मुनीश्वर रहे जहाँ पर
अरे वाद विवाद हुआ है भाय
ध्यान लगा कर ताड़े होइ गयी
जप रहे महामंत्र हर्षाय
उत से मंत्री चले हैं चारो
गुस्सा रही बदन में छाय
राह में देखा जब मुनिवर को
तभी बलि बोलै ऋषि खाई
इसने तो अपमान कियो है

अरे इस से बदला ले उचकाई
चारों मिलकर मारो इसको
ताते पाप बराबर लग जाए
तब चारों ने खेचिसरोहि
मुनि के ऊपर देइ झुकाय
अरे तब ही वन रक्षक ने किले
ज्यों के त्यों खड़े रहे हैं भाय
सुबह नगर में मचे कोलाहल
नर नारी देखन को आय
अरे मुनिवर को सब शीश झुकाते
मन्त्रिण को रहे ब्यूरो बताये
तब तक देव प्रकट हो बोला
ये मंत्री हत्यारे दिखाय

अरे मुनि की हत्या को आये थे
सौ में कील दिए हैं भाय
राजा नए जब खबर सुनी है
चारों मंत्री लाये बुलाय
काला मुँह कर गधे चढ़ाया
देश निकला दिया करवाय
उज्जैनी से चले हैं मंत्री
हठिनापुर में पहुंचे जाये
राजा पड़राये से मिलकर
एपनिया मन में रहे सिहाय
धन्य धन्य है भाग हमारो
राजक दर्शन मिली हैं आय
हमतो आशा करके आये

अरे सौ स्वामी तुम देऊ बताये
राजा ने जब करि परीक्षा
मंत्री पद दियो इन्हें बताये
चारों मंत्री खुश होकर के
राजा का गुणवान हैं गाये
इक दिन राजा चिंतित बैठे
मल्हन मंत्री देखे जाय
अरे कौन मुसीबत तुम पर पड़ गयी
सो स्वामी तुम देऊ बताय
राजा ने फिर कही सुनाकर
हल बलनि को रही सताय
जो कोई नियम बताऊं भइया
सो वो तुरंत तोड़ दे भाय

अरे शीश नवा कर मंत्री बोले
तुमको कौन पड़ी परवाये
सात दिनों के अंदर अंदर
ुएको देंगे यहाँ झुकाय
कुम्भ नगर को चले हैं मंत्री
देखा राजा हल बल जाय
सेना देखो जब राजा की
अरे तब मन गया सना को खाय
तन चारो नए छल बल करके
खलबल राजा बांधो जाय
कुम्भ नगर से चले हैं मंत्री
हठिनापुआर में पहुंचे जाय
राजा नए जब खबर सुनी है

राजा मन मैं रहे सिहाय
इति बलि पल में पराधीन हो
नृप आज्ञा मांगी है आय
राजा ने फिर कहा सुनाकर
जो वर मांगे सोइ वर पाय
मंत्री कही वचन भंडारे
रखना वखत पर लेंगे भाय
गयी है सर्दी गयी है गर्मी
अबतो लगाए चौमासा आयी
अरे उज्जैनी से चले मुनिवर
हथिनापुर में पहुंचे आय
चार माह का जोग लगा कर
जप रहे महामंत्र हर्षाय

नर नारी बंधन को चालै
मन में रहे बहुत हर्षाय
मंत्री ने यह खबर सुनी है
संघ मुनिन का गया है आय
पहिलो बात याद जो करके
अरे मन में रह बहुत सरमाय
नृप जैनी है इसमें गड़बड़
करण की इसमें कुछबी आय
गड़बड़ करि सो पहले की सी
बायत कछु न फेर हो जाय
कुछ दिन तो चुपचाप रहे हैं
अरे फिर मालूम इन्हें पड़ जाए
जिन मुनि से अपमान हुआ है

वो ही मुनि आ पहुंचे आय
बदला लेने की मन आयी
इनसे बदला लेउ चुकाय
बार लेकर बदला लेना यह
मन में गयी सबन के भाय
सुबह होत राजा के पास जा
बलि राजा को रहो समझाई
मारवाड़ स्वामी दीजे जो
हम रखा भंडारी जाय
राजा जी खुश होकर बोले
मंत्री जो मांगे सो वर पाय
सात दिन का राज मांग लिया
राजा दे दिया धिक् सिहाय
राजा तोरणवास में पहुंचे
मंत्री राज करे हर्षाय

Shri Raksha Banadhan Ki Aalha | By Kritika Sharma

Chaubeeson Jinraaj ko poojun man vachkaay
Kund Kund Aachaarya ko vantu sheesh navaaye
Guru Gautam ke charan nami vandu Shaarda maay
Saraswati Devi ko namo kijiye meri sahaay
Kijiye meri sahaay

Samo sharan jab Veer Prabhu ka
Vipalaachal par pahunchaa aay
Raaja Senaak prashn kiyo hai
Veer Prabhu ko sheesh navaay
Rakshaabandhan katha suna do
Jo mere man gaya samaay
Kin upasarg kiyo Munivar ko
Kin teeno upasarg mitaay
Divya dhuni jab giri Prabhu ki
Gautam Gandhaar rahe samjhaay
Baarah sabha ke sabhi sunenge
Are Shrenik sun lo kaan lagaaye
Puru jangal hai des yahaan par

Are taa Hatinaapur raho suhaay
Shri Shraddhikund aur Varahanaath ka
Garbh janm tay bhayo hai aay
Are Mahaapad vahaan ka raaja
Raaj kare ati hi sukhdaay
Are Lakshmivati hai raani jiski
Roopsheel sagun hai dikhaay
Raaja ke do putra hue hain
Paadnaath auar Vishnu kahaay
Are raaja ne jin deeksha dhaari
Van mein jaaye muni ban jaaye
Are Padnaath to raaj karat hai
Prajaa paale hai sukhdaaye

Are Vishnu Kumaar re deeksha lele
Pitaa ke sang mein pahunche jaaye
Yahaan ki baate yahi rah gayi
Ab aage ki kahun sunaay
Bhool chook ki maafi karna
Are Prabhu charanan raahu sheesh jhukaay
Ujjaini nagari mein raaja
Raaj karat ati hi sukhdaay
Unke mantri chaar nipan hai
Are ek se badhkar ek kahaay
Jain dharm ke kattar drohi
Jinvani nahin unhen suhaay
Bali aur Nam Muchi Brihaspat Prahlaad

Prahlaad na ki chaaro uday bataaye
Ek samaay par Soorya Kampan
Sang muni ka pahunchaa aay
Nar naari bandhan ko chaale
Man mein harsh bhaav chit laaye
Raaja mantran se yon poochhi
Ye nar naari kit ko rahe aay
Is par jawaab diya mantri ne
Jain muni sang gaya hai aay
Raaja darshan ki kari hai ichchha
Tab mantri ne diyo dosh lagaay
Magar suni na un mantrin ki

Darsh ho gaya harsh chit laay
Peechhe peechhe gaye hain mantri
Raaja ko dar daihshat khaay
Yahaan ki baat yahaan hi chhodo
Ab aage ka raho sunaay
Raaja mantri dekhe guru ne
Sabko donon hukm sunaaye
Maun sahit sab hi ho jaana
Japyo Mahaamantra harshaay
Raaja mantri pahunche vahaan par
Raaja darshan kare harshaay
Dai pradachinha Shri Guruvar ki
Charanan mein raho sheesh jhukaay

To muni ne aasheesh di ne
Tab hi Bali bol Rishi khaay
Ye to Munivar maha mund hai
Ye kuchh bhi jaanat hai naay
Aap pranaam kiyo hai inko
Are in aasheesh dei kuchh naay
Raaja mantri chale vahaan se
Rameshvat Saagar muni mil jaaye
Vaad vivaad kiyo mantrin ne
Shri muni ko diyo dosh lagaay
Tabhi Munishwar uttar deeno
Raaja mani man raho harshaay
Raaja haste dekh ke mantri

Chaaron man mein gaye sharmaaye
Raaja mantri chale vahaan se
Mantri krodh bado hai bhaay
Aaiti Munvaar ne apne guru ko
Deene hai sab haal bataay
Tab guru ne kahin suna ki
Kyon vaad vivaad mantrin se bhaay
Ye upasarg karenge sabko
Ye mere man gayi samaay
Are tab hi Munivar man sakuchaane
Shri guru ko diyo sheesh navaay
Kis vidhi se upasarg door hoy
So swaami tum deu bataay

Tabhi guru ne kaha suna ke
Jahaan pe vaad vivaad hua hai
Dhyaan laga ke taade rehna
Japyo Mahaamantra harshaay
Turant Munishwar rahe jahaan par
Are vaad vivaad hua hai bhaay
Dhyaan laga kar taade hoi gayi
Jap rahe Mahaamantra harshaay
Ut se mantri chale hain chaaro
Gussa rahi badan mein chhaay
Raah mein dekha jab Munivar ko
Tabhi Bali bolai Rishi khaai
Isne to apmaan kiyo hai

Are is se badla le uchkaai
Chaaron milkar maaro isko
Taate paap barabar lag jaaye
Tab chaaron ne khechisrohi
Muni ke upar dei jhukaay
Are tab hi van rakshak ne kile
Jyon ke tyon khade rahe hain bhaay
Subah nagar mein mache kolaahal
Nar naari dekhan ko aay
Are Munivar ko sab sheesh jhukaate
Mantrin ko rahe byuro bataaye
Tab tak dev prakat ho bola
Ye mantri hatyaare dikhaay

Are muni ki hatyaa ko aaye the
Sau mein keel diye hain bhaay
Raaja naye jab khabar suni hai
Chaaron mantri laaye bulaay
Kaala munh kar gadhe chadhaaya
Des nikla diya karvaay
Ujjaini se chale hain mantri
Hathinaapur mein pahunche jaaye
Raaja Padraaye se milkar
Epaniya man mein rahe sihaay
Dhanya dhanya hai bhaag hamaaro
Raajak darshan mili hain aay
Ham to aasha karke aaye

Are sau swaami tum deu bataaye
Raaja ne jab kari pareeksha
Mantri pad diyo inhen bataaye
Chaaron mantri khush hokar ke
Raaja ka gunvaan hain gaaye
Ik din raaja chintit baithe
Malhan mantri dekhe jaay
Are kaun museebat tum par pad gayi
So swaami tum deu bataay
Raaja ne phir kahi sunaakar
Hal Balani ko rahi sataay
Jo koi niyam bataaun bhaiya
So vo turant tod de bhaay

Are sheesh navaa kar mantri bole
Tumko kaun padi parvaaye
Saat dinon ke andar andar
Ueko denge yahaan jhukaay
Kumbh nagar ko chale hain mantri
Dekha raaja Hal Bal jaay
Sena dekho jab raaja ki
Are tab man gaya sana ko khaay
Tan chaaro naye chhal bal karke
Khalbal raaja baandho jaay
Kumbh nagar se chale hain mantri
Hathinaapuar mein pahunche jaay
Raaja naye jab khabar suni hai

Raaja man mein rahe sihaay
Iti Bali pal mein paraadheen ho
Nrip aagya maangi hai aay
Raaja ne phir kaha sunaakar
Jo var maange soi var paay
Mantri kahi vachan bhandaare
Rakhna vakhat par lenge bhaay
Gayi hai sardi, gayi hai garmi
Ab to lagaaye chaumaasa aayi
Are Ujjaini se chale Munivar
Hathinaapur mein pahunche aay
Chaar maah ka jog laga kar
Jap rahe Mahaamantra harshaay

Nar naari bandhan ko chaalai
Man mein rahe bahut harshaay
Mantri ne yah khabar suni hai
Sangh munin ka gaya hai aay
Pahilo baat yaad jo karke
Are man mein rah bahut sarmaay
Nrip Jaini hai ismein gadbad
Karan ki ismein kuchh bhi aay
Gadbad kari so pahle ki si
Baayat kachhu na pher ho jaay
Kuchh din to chupchaap rahe hain
Are phir maaloom inhen pad jaaye
Jin muni se apmaan hua hai

Vo hi muni aa pahunche aay
Badla lene ki man aayi
Inse badla leu chukaay
Baar lekar badla lena yah
Man mein gayi saban ke bhaay
Subah hot raaja ke paas jaa
Bali raaja ko raho samjhaai
Maarwaad swaami deeje jo
Ham rakha bhandaari jaay
Raaja ji khush hokar bole
Mantri jo maange so var paay
Saat din ka raaj maang liya
Raaja de diya dhik sihaay
Raaja Toranvaas mein pahunche
Mantri raaj kare harshaay

Download Lyrics in English || Download Lyrics in Hindi

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Similar Lyrics